‘Journey of a man and a nation together’ BharatTrailer out now on YouTube.
In Urdu
Salman Khan aur Katrina Kaif ki film baharat ka trailer release hogaya hai youtube pa. Baharat ka trailer anee sa pehle Saman Khan apne social media accounts mein aik aik krke baharat kay official poster launch krte gae. Jahan tak poster ka taluk hai tu poster sa yehi anadaza lagaya jasakhta hai kay yeh film aik larkee pr mubni hai jo zindagi kay utar charhao ko par krte huee agee chalta jata hai. Salman Khan kay saath Katrina Kaif bhi film Baharat mein nazar aengi. Katrina Kaif bhi baharat mein new looks mein nazar aengi. Tu es saal 2019 mein Salman Khan ki aik new film ae gi jis ka naam baharat hai. Salman Khan ki film Baharat es eid ul fitar mein cinema gharo ki zinaat bane gi. Film kesi hai yeh tu shaikeen hi bataengee tu hum nazar marletee hai Salman Khan kay Career par. Salman Khan aik indian actor, producer aur singer hain. Salman Khan kay fimi career ko thirty years honee wale hain. Salman Khan ko apne filmi career mein boht sa awards mile jin mein 2 Filmfare awards mile acting pr. Aur 2 national film awards mile unhe film producer pe. Salman Khan ka naam india kay ilawa aur dusree countries mein bhi lia jata hai. Salman Khan na apne Career mein boht sa commercial bhi kiye. Salman Khan ka shumar Asia kay top actors mein kya jata hai. Salman Khan aik reality show kay host bhi hain. Salman Khan 2010 sa Bigg Boss kay host hain. Wese Bigg Boss kay host kay torr par Salman Khan ko indian awam boht pasand krti hai. Salman Khan ki age 53 saal hai. Salman Khan na ab tak shadi nhi ki hai. Salman Khan na bollywood mein apne career ka aghaz 1998 sa kya tha. Salman Khan na 1989 mein film Maine Pyar Kiya mein kaam kya. Es film kay baad sa Salman Khan ka Bollywood industry mein kamiyabiyoon ka silsala shuru hogaya. Es kay baad Salman Khan ki film Hum Aapke Hain Kon 1994 mein ai es film ko shaikeen na behaad pasand kya. Es kay baad Salman Khan ki film Karan Arjun ai. Yeh film 1995 mein ai. Yeh Salman Khan ki action film thi. Es kay baad Salman Khan ki comedy film ai jis ka naam Biwi No 1 tha yeh 1999 mein ai. Aur es kay baad 1999 mein Salman Khan ki aik or film ai jis ka naam tha Hum Saath Saatg Hain yeh family drama tha es film ko logo na boht pasand kya. Es kay baad Salman Khan na indian film industry sa lamba break lia. Es kay baad Salman Khan ki film 2010 mein ai. 2010 mein Salman Khan ki film Dabangg ai. Dabangg mein Salman Khan ki acting ko logo na behaad pasand kya Dabangg mein Salman Khan aik new style sa ae aur apni acting sa sab ka dil aik baar phir jeet lia. Dabangg kay baad Salman Khan ki film Ready 2011 mein ai. Es kay baad 2012 mein Salman Khan ki film Aik Tha Tiger ai. 2014 mein Salman Khan ki film Kick ai. 2016 mein Salman Khan ki film Sultan ai. Sultan ko logo na boht pasand kya. 2017 mein Salman Khan ki film Tiger Zinda hai ai. Es kay baad Salman Khan na boht si films mein kaam kya. Salman Khan na Acting krne kay saath saath charity kay prpgram bhi kyee. Ager Salman Khan kay puree career ko dekha jae tu yeh kaha jasakhta hai kay Salman Khan na acting kay ilawa chairty kay liye bhi kaam kya hai. Es kay ilawa Salman Khan ko apne career mein boht si mushkilaat ka bhi samna krna para hai.
Here Some Official Posters of Film Baharat
ConversionConversion EmoticonEmoticon