Hassan Ali And Wife Samyah At Their Nikkah Ceremony In Dubai - Hassan Ali Wedding Pictures


Hassan Ali And Wife Samyah At Their Nikkah Ceremony In Dubai.

In Urdu

Pakistani circketer hassan ali ki shadi horahi hai. Hassan ali ki shadi indian larki samyah sa horahi hai. Shadi sa pehle dono ka pre wedding shoot bhi hua. Samyah india ki rehne wali jo es waqt dubai mein rehti hain. Hassan ali na pehle hi elaan krdia tha kay woh indian larki sa shadi karnee walee hain. Ab hum hassan ali kay baree mein kuch janlete hain. Hassan ali aik pakistani circketer hain. 2013 mein hassan ali na apna first class debut kiya. Hassan ali na 2013 mein sialkot mein october mein apna debut kiya. Hassan ali na apna international debut 2016 mein kiya. Hassan ali na apna international debut 2016 mein one day international match mein pakistan ki traf sa kiya. Es kay baad hassan ali ko pakistani squadmein bhi shamil kiya gaya. Hassan api ko 2017 mein ICC champion trophey kay liyee pakistani circket team mein shamil kiya gaya. Pakistani team na es tournament mein achi karkardagi dekhai. Hassan ali ko es tournament mein player of the series ka award mila. Hassan ali na es tournament mein thirteen wickets li thi. Hassan ali ka naam pakistan kay tezz tareen bowlers mein bhi shamil hai. Hassan ali na one day matches mein tezz tareen 50 wickets hasseel ki hain. Hassan ali pakistan kay right handed batsman hain. Hassan ali right arm medium fast bowler hain. Hassan ali na test circket match mein debut 2017 mein kiya. Hassan ali na 2017 mein west indies kay khilaaf test match mein apna debut kiya. 2016 mein hassan ali na T20 circket mein debut kiya. Hassan ali na 2016 mein england kay khilaaf apna pehla debut match khelaa. 2018 mein hassan ali ko pakistan circket board kay central contract mein shamil kiya gaya. Hassan ali ko thirty three players kay saath central contract mein shamil kiya gaya hai. Hassan ali na pakistan super league mein bhi kehlaa. Hassan ali na pakistan super league mein peshawar zalmi ki traf sa kehlaa. Hassan ali na karachi kings ka khilaaf apna debut match kehlaa. Es kay baad hassan ali peshawar zalmi ki traf sa hi kehltee rahee. 2019 mein pakistan super league mein hassan ali sab sa zada wicket lenee walee bowler banee. Hassan ali ko bowlar of the tournament bhi mila. Hassan ali ko PCB ki traf sa 2017 mein emerging player of the year bhi mila. Es kay ilawa 2018 mein PCB ki traf sa hassan ali ko one day player of the year bhi mila. Jab hum hassan ali kay career ko dekhte hain tu humee en kay career mein boht si kamiyabiyaan dekhti hain.







Previous
Next Post »