Aiman Khan And Muneeb Butt Celebrating First Birthday of Their Cute Daughter Amal Muneeb


Aiman Khan And Muneeb Butt Celebrating First Birthday of Their Cute Daughter Amal Muneeb. Aiman Khan share this picture on instagram with this message.

Happy birthday to our everything ♥️


Muneeb Butt share this pictures on instagram with this message.



Alhamdulilah my life’s 1st one, may you have many many more with good health!
Remember Amal in your prayers 🙏🙏❤️❤️❤️

Minal Khan share this picture on instagram with this message


And just like that you’re One ☝️ 
Happy birthday amalo, you bring so much happiness in my life everyday ❤️

In Urdu

Aiman khan aur muneeb butt nai apni beti Amal Muneeb ki pehli birthday celebrate ki. Birthday kay mokee par pictures bhi li gai. Pictures mein dekha jasakhta hai kay Amal Muneeb kaffi khush dekhai derahi hain. Aiman khan aur muneeb butt nai Amal ki birthday ki pictures apnee instagram pai apnee fans kay saath share ki. Amal ki birthday kay mokee par Khala Minal Khan nai bhi apni bhanji ko birthday wish kiya. Ab hum aiman khan kay baree mein kuch janlete hain. Aiman Khan na Pakistani television mein apna debut 2012 mein kya tha. 2012 mein Aiman Khan na drama Mohabbat Jaye Bhar Mein kaam kya tha. Es kay baad Aiman Khan na 2013 mein Meri Beti mein kaam kiya tha. Es kay baad Mann Kay Moti mein kaam kya. 2013 mein Aiman Khan na drama Behadd mein kaam kya. Aiman Khan na 2013 kay baad sa la tadad pakistani dramo mein kaam kiya. Es kay baad 2017 mein Aiman Khan na drama Khaali Haath mein kaam kiya. Es drama mein Aiman Khan na Mashal ka kirdar ada kiya tha. Aiman Khan kay kaam ko es drama mein kaffi pasand kiya gaya tha. Es kay baad 2017 mein hi Aiman Khan na drama Hari Hari Churiyaan mein kaam kiya. 2017 mein hi Amian Khan na drama Ghar Titli Ka par mein kaam kiya. Yeh drama kaffi hit hua tha. Es drama ko logo na boht pasand kiya tha. Es drama ki rating kafii zada ai thi. Aiman Khan na 2018 mein drama Kaif e Baharan mein kaam kiya. Es kay baad 2018 mein Aiman Khan na drama Ishq Tamasha mein kaam kiya tha. Yeh drama logo na kaffi pasand kiya tha. Es drama mein Aiman Khan ki acting ko kaffi pasand kiya gaya tha. Es drama ka title song bhi kaffi hit hua tha. 2018 mein hi Aiman Khan na drama Bay Dardi mein kaam kiya tha. Es kay baad Aiman Khan na 2018 mein aik Tele film mein kaam kiya tha jis ka naam Khana Khud Garam Karo tha. Haal hi mein Aiman Khan ka drama Baandi hum tv sa khutum hua hai. Es drama kay baad Aiman Khan ka koi new drama nhi aya hai. Lagta hai Aiman Khan na shadi kay baad sa television industry sa break lelia hai. Ab nazar daltee hain Muneeb Butt kay career par. Muneeb Butt aik pakistani television actor aur pakistani film actor hain. Muneeb Butt na acting ka aghaz 2012 sa kiya tha. Muneeb Butt na boht sa drama mein kaam kiya hai. Muneeb Butt kay famous drama yeh hain. Koi Chand Rakh aur Kaisa Hai Naseeban. Yeh Dono drama Muneeb Butt kay kaffi famous huee hain. En dono dramo mein Muneeb Butt ki acting ko boht pasand kiya gaya hai. Khas torr par Koi Chand Rakh drama mein Muneeb Butt ki acting ko kaffi pasand kiya gaya tha. Aiman Khan aur Muneeb Butt nai 2018 mein shadi ki. 2019 mein es couple kay han beti ki paidaish hui jis ka naam unho nai Amal Muneeb rakha. Amal ki pictures aiman khan, muneeb butt aur minal khan social media par share karte rehte hai. Tu hum en dono couple ko anee walee future kay liye good luck kehte hain.

Here some beautiful pictures of Amal Muneeb




















































Previous
Next Post »