FahadMustafa , FaysalQureshi , IqrarulHassan , WaseemBadami , during shoot of The Most Awaited Title Track of ShaneRamazan 2019.
In Urdu
Ramzan ka aghaz hote hi mukhtaleef television channels pa Ramzan ki transmission ka aghaz hogaya hai. Ramzan transmission ka aghaz hote hi Ramzan transmission kay title song ki tyariyaan bhi arooj pa hain. Esi silsalee mein ARY Digital har Ramazan ki trha es Ramzan bhi apne shaiykeen kay liye Ramzan ki special transmission laraha hai. Har saal ki trha es saal bhi ARY Digital Ramzan ki special transmission nashar karega jis ka naam hai ap sb ka jana pehchana Shaan e Ramzan. G han yeh pictures Shaan e Ramzan kay Title song ki shooting sa liye gae hain. Jis mein ARY Digital kay fankaroo na bharpoor hissa lia hai. Shaan e Ramzan ki tyariyan Ramzan anee sa pehle hi shuru hogai thi esi silsalee mein ARY Digital na Shaan e Ramzan ka title song bhi tarteeb dia jis mein fankaroo na perform kya. Shaan e Ramzan ki backstage ki pictures sa tu yeh baat kahi jasakhti hai kay Shaan e Ramzan es dafa bhi logo kay diloo mein ghar karjaega. Aur yaqeenan Shaan e Ramzan ka title song bhi Shaiykeen ko behad pasand ae ga aur pasand ana bhi banta hai kyun kay es mein humare pasandida adakar jo hain. Har saal ki trha es saal bhi Shaan e Ramzan ki transmission Ramzan m nashar ki jaegi. Shaan e Ramzan woh transmission hai jo logo m behaad makbool hai. Yahan tak kay log Shaan e Ramzan mein shirkaat krne kay liye pehle sa hi passes book kralete hain. Shaan e Ramzan kay shuru hote hi log es mein shirkaat kay khuwaish mandd hojate hai kyun kay Shaan e Ramzan mein alag alag segment tarteeb diyee gae hain. Shaan e Ramzan aik trha sa maloomati program bhi hai jis mein islam kay mutalik baatein baatai jati hain jin ko sun kay logo ki maloomat mein izafah hota hai. Khass torr pa bachoo ki maloomat mein izafa hota hai unhee islam sa mutalik baatein bhi pata chalti hain. Es kay ilawa Shaan e Ramzan mein islam sa mutalik sawalaat bhi kiye jate hain jis kay sahi jawab dene pr logo ko inamaat sa bhi nawazah jata hai. Shaan e Ramzan mein duniyaa sa mutalik pareshaniyoo ka haal islam ki roshni mein nikala jata hai. Shaan e Ramzan kay Host Waseem Badami hain jo boht ache tareeqe sa Shaan e Ramzan kay program ko chalate hain. Es sa pehle Shaan e Ramzan ko Junaid Jamsheed aur Waseem Badami host krte thee. Jahan tak Shaan e Ramzan ki traeef ki baat hai tu jitni tareef ki jae utni kaam hai. Shaan e Ramzan mein naatein bhi paissh ki jati hain.
Here some pictures of this shoot.

ConversionConversion EmoticonEmoticon